2 | sitwat
wah writer sahab aap ne tu tu yeh sabit kardiya ke duniya mein goore aur khoobsurat hona bahut badi kurbaani ka naam hai aisa karne se kya mila aapko .
pehle sadhna ko jindagi bhar aanso diye aur ab usi ki beti ko kyun ?????????????????????
kya ragini tamanna ko yeh nahi samjha sakti ki zid khod ke liye karni chahiye lekin doosron ki khushiyaan nahi chin ni chahiye , ya phir ragini khush hai ke us ke liye sadhna thi aur uski beti ke liye sadhna ki bati hai tu phir zindagi bhar ke liye araam right?
kaha gai sanskaar ragini aur woh wada jo tumne apne pita se kiya tha ke khush ko ab har khushi milengi?
badi aasani se taal diya ke khushi ko yeh sab virasat mein mila hai yeh kyun nahi kahti ke tamanna ko bhi doosron ki khushiyaan aur zindangi chinna bhi virasat mein mila hai (jaisa tumne RAGINI ne khud ki jagah sadhna ko mardala yah kahkar ke jo tera hai woh mera aur jo mera hai woh tera )
ab band karo bidaai soooooooooo boringggggg
aur RISHTA WAHI SONCH NAI kaha ki nai wahi sonch hai pehle sadhna aur ab uski jagah khushi ko dedi kurbaani dene ke liye
ragini tamanna ko ko kyun nahi sikhati yeh sab tamanna ke tu maa baap dono hai khushi ka tu koi nahi
close this rubbish